bhai ji ji aisa natural hai loss ke baat ke trader aggresive ho jaata hai ya regret karta hai par agar hum aisa karne ki jagah loss ko accept karey aur jaane ki koshish karey ki aisa kyun hua to humein apni galti ka pata chalega aur future mein hum is baat ka dhyan rakhengey aur phir woh galtiyan nahi karengey.