Yah baat to ekadam sahi hai yahan per trading mein profit aur loss donon hi hote hain profit tabhi hote Hain jab hamare pass achcha experience hota hai agar galti ke bad profit ho jaaye to ismein hamare ko sabse pahle to yah dekhna hoga ki humne galti kya Karen kyunki galti ki vajah se profit bus lucky vajah se hota hai laka achcha hota hai isliye ham karne ko jaate Ho kuchh jata hai to usmein hamare ko profit ho jata hai ham logon Ko agar kabhi bhi galti hoti hai to use mistake ko find karna chahie dekhna chahie kis galti ki vajah se trading mein loss hua tha usko future ke liye hamare ko theek karna hota hai agar future mein bhi ham vaise hi galti karte rahenge to trading ko Sahi karna bhul jao ham bus loss per loss hi karte jaenge isliye ek achcha trader banne ke liye sabse pahle to apni galtiyon ko theek karna bahut jaruri hota hai ham jitna jyada ho sake apni galtiyon per Dhyan den usko theek Karen is tarah se hamare bahut kam hone lagenge loss aur aage chalkar acche khase profit hone lag jaenge Jo ek trader ke liye sabse jyada important hota hai aadi se jyada trading to ham apni galti se hi sikhate hain koi bhi Aisa trader nahin hota Jo galti na karta ho bus Jo professional trader hote Hain vah apni galtiyon se Sikh jaate Hain aur acchi trading karne lagte Hain aur profit kamane lagte Hain