aap apane esel aur teepee ke roop mein set kie ja rahe kitane pips kee ganana karane ke lie laabh aur haani anupaat ka upayog karate hain har maamale mein, yah buddhimaan hai ki yadi aap 100pips ke lakshy ka upayog kar rahe hain, to aap 50pips ka sl bhee upayog karenge mujhe aasha hai ki aap manjooree de rahe hain
jee ha humko stop loss ka use karna chahaiye isse trader ka bada loss hone se bach jata hai trader ko humesha stop loss ka use karna chahiye jisse trader yaha par safe trading kar pata hai jo ek professional trader hoga wo tools ka use karta hai new trader ko pehle demo par ache se practice karna chahiye jisse wo yaha par trading ki achi jankari lekar trading kar paye mai bhi yaha par trading sikh rahi hu aur mujhko yaha par trading ki koi achi jankari nahi hai mai bhi yaha par practice hi kar rahi hu abhi mujhko sikhna hai mai demo aur websites se knowledge le rahi hu yaha par trader ko jyada risk lekar kaam nahi karna chahiye ho sake to yaha par kam se kam risk lekar trading karna chahiye jisse trader yaha par apne ap ko safe rakh kar apne account ko sahi rakh paye aur jyada loss na ho trader ko yaha par knowledge aur experience ko gain karna chahiye jisse ane wale time mai trader ek achi income bana sake trading mai income bohot achi ban sakti hai par trader ke hard work par depend karta hai trader jitne ache se yaha par work karta hai trader utna hi acha yaha par kama pata hai trader ko yaha par sahi se kaam karne par dhayan lagana chahiye aur yaha par sikhna band nahi karna chahiye jisse ki trader yaha par knowledge aur experience ko gain karke achi trading kaar payege trading ko samjhna trader ke liye bohot jaruri hota hai