G haan dear i agree with you ky demo account trading must hai kyu ky forex aik acha aur profitable business hai lekin agar ap is ko bina knowledge aur experience ky karo gay to ap is main loss he uthao gay is lie demo account par ap work kar ky forex ko learn kar sakte ho aur forex ki trading practice kar ky forex ky bare kafi experience hasil kar skte ho aur ap demo account par apni startegy bhi test kar skte ho is lie demo account trading bohat zarori hai


Thread: 
Thanks
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics