Indicators k bina trading krna belkul b asan nahi hai, agar ham forex trading karte hain to hamre ko indicator jaror use krna hoga. Indicators trend ko samjhate hai, agar ham theek say indicators use kerte hain to trend ko theek say samjh sakte hain. Agar ham chart per indicators use kerte hain to hamain in faida bhoot jald hoga aur ham trend ko jald samjh len gy. Indicators ki help say ham log sahi trend ko jan lete hain aur mien aksar koshesh kerta hun k MACD indicator use krta hun. Mien MACD indicator ko behter samjhta hun aur yeh meri trend ko samjhne mien help krta hai. Jab b market ka trend change hota hai to indicators ki help say ham apne profit ko loss mien change kr lete hain. Mien her bar MACD indicator ki help say kuch pips ka profit hasil krta hun aur jayada ka greed nahi krta q k bhoot bar mien ny jayada profit ka lalach kya to mera account wash ho gya. Es leye hamain her bar Indicators ko belkul sahi use krna chahye q k jo indicators ko sahi use nahi kerte wo her bar apna loss kerte hain. Es k sath sath agar hum logo ko trading nahi ati to hamain to hamain apne dosto say trading seekhna chahye q k agar ham khud ko expert trader bana lete hain to indicators ka use theek say ker lete hain aur agar ham log yeh kaam ker lete hain to hamain earning bhoot achi hogi es leye mien her bar indicators ka usr sahi say krta hun.