scalping strategy bohat hi achi strategy hai is main humain lazmi try karni chaye or is se fida lena chaye but news se phele is ko close kar dena chaiye.
Bhai main to scalping trading karna bahut jayda pasand karta hoon, lekin bahut baar maine scalping mein kafi loss kiye hai, iska karan yehi hota hai ki kam capital par main bahut high lot par trade kar chuka hoon, isliye loss ka samna hota hai bhai.