me apki strategy se bilklul bhi sehmat nahi hon kyunki mujhe lagta hai ki hedging har trader ke bas ki bat nahi hai
aur rahi position ulta jane ki, to aise cases me aapko stop loss laga ke rakhan chahiye jisse ki position ulti jane ke bad close ho jaye aur uske baad ap fir se trading pe dhyan de sae na ki hedge karke apni dono position ko fasa ke market me uljhe rahe