Jab hum trading ker rahay hotay hain to hum nain apna plan banaya hota hay k kahan our kis waqat paysa lagana hay our exit kerna hay.Trader isay plan A k tor per laytay hain per kabhi kabhi Plan A kam nahin kerta us surat main humaray pass plan B Ka hona bhee zaroriee hay.