Jab kisi trader ke paas me trading ke liye plan hota hai tab usko ye baat bhi pata hoti hai ki agar uska trading plan fail ho jayega tab wo kya karega. Is wajah se hame apni trading me is tarah ka plan use karna hota hai jiske bare me ham jante hain aur agar hame losses ho rahe hain tab hame kya karna hai ye bhi decide karna hoga hame pehle se.