MAin ne jo observe kia hai us sa main is baat par pohancha hun ka evening aur raat ka waqt trading ka liye best time frame hai kun ke is me market ak trend ki tarf chalti hai aur is sa hum faida lay sakty hain kun ke trend ka is waaqt pata lagana asan hota hai is liye hum asni sa trend ki tarf trade kar ka earning kar sakty hain.