main kahunga ki aapki tarah main bhi kabhi tha, main bhi bahut indicator par bharosa karta tha, aur bahut indicator google se nikalata tha, khaas karke main arrow indicator jayda prefer karta tha, lekin ab main jaan gaya hoon, jitna jayda indicator hum use karenge, utna hi jayda loss karte jayenge, is field mein agar hum 2 se 3 indicator permanently select karle, to ushi indicator se achcha kama sakte hai.![]()