forex kay business main tension and depression dono hoti hein wo bhi us time jab apki trade loss main chal rahi ho aor wo lamha dekhney wala hota hai insan kay zehan main bohat kuch chal raha hota hai us time kay kash main yeh kar leta aor wo kar leta.