dear trend ko smaajkhna ka aik hi tarika ha ager hum moving avearge indicator ko insert karain chart main theen hamara liya bohat zadha easy hoo ga trend ko samajhna ka liya . main too isi tarhaan sa trend ko smaajhta hon . kui ka jaab maret ka trend ban raha ho to hamaian usi time trades lagani cahhiya .