Jab main new tha trading mein main generally 8 se 10 ghante spend Karta tha chart analysis mein but as we all know hamari trading main position Kabhi Kabhi 1 din se jyada open rahti hai aap hamesha chart analysis karne ke liye computer ke aage Nahin baith sakte hain ab main strategy aur time frame base trading jyada karta hun ek ya do ghante hi chart analysis Karke pure din ke liye strategy banaa leta Hun