agar ham apny leay aik achi strategy banany main kamyab ho jaty hain tu mera nai kehyal kay hamain ziada waqt tak screen kay aggay baithy ki zarorat hae, aur ham take profit and stop loss jaisy tool say b faida utha kar har waqt screen kay smany baithy rehny say bach sakty hain.