Main chart to bht ziad adekhti hum kun ke market ko dekh kar hi hum is ska trend ka andaza laga sakty hain tu jitna hum market ko watch karain gay itna hi jaldi hum ko trend ka pata chaly ga is liye market main daily 8 to 10 hours ta market chart ko watch karti hun jab bhi koi trade milti hai us se faida leti hun.