Jab bhi ham log apni trades ko karte hain tab hame sabse pehle markets ko sahi tarah se samajh lena hota hai. Ham logon ko agar apni trading me losses hona start ho jaate hian tab hamare liye trades ko karna mushkil ban sakta hai aur hame is baat ko samajh lena hoga.
Ham logon ko apni trading se hone waale losses ko kam se kam karna hota hai jis se hamare paas me jyada profits aa sake.