g main basicly aik student hun aur main forex pa part time kaam karta hun matlb din main 3,4 ganty baitha hun aur dil lagga k kaam karta hun aur apna target porra karna k baad market k out ho jata hun to forex short time traders k liya bi aik best bussiness ha ,.