main jab forex mein new tha tab main jyada robots ka use karte tha aur jyada losses karta tha par ab main manually trading kar raha hun aur achha profits kama paa raha hun.Mera toh sabhi traders se yahi kehna hai ki kabhi bhi EA pe bharosha mat karo.