mainy aj tak aysa nahe kia hai k mai is par believe karu kio k mughy pata hai k forex ma robot used karny ka sila kia milta hai is mai humy just loss k elawa kuch hasil nahe hota hai mainy bhut daikha hai k log apny robots ko sale kar rahy hoty hain magar yai bat ap ko pata hona chayay k wo scam log hoty hain un sai bach kar he rahna chayay,..