main aapko ye hi salah deta hun ki aap aaram se trading sikho aur bonus badhao uske baad jab sikh jaoge to hi trading start karo ek hi baar real par is se aapko duguna fayda hoga abhi aap real me utar jaoge to aapko ek to kamai hogi ki nahi wo to pata nahi par haan loss hone se aapka bahut sara paisa jarur nikal jaega.