Trend ka maloom hona lazmi hota hai beginners ko trend dientify krna nhi ata kyun k unke pas skills nhi hoti unke pas experience nhi hota isliye woh trend ko identify nhi kr skte jb k acha trader jiske pas acha experience hota hai jiksi wja se woh trend ko jan skrte hain k market mein konsa trend hai bearish ya bullish konsa trend dominant hai iske elawa ye hai k trader apni mehnt se candlesticks ko seekhe smjhe indicators ki help len indicator ka use bhi faida deta hai chart mein patterns hote hain woh pattern ko bhi trend follow karta hai market uske mutabik move karti hai boht se patterns ban jane k bad market ka trend uske mutabik bnta hai lehaza is chez ka kafi role hai bht se experts traders in patterns ko sikhte hain samjhte hain aur trend ko pakarne k liye inka use lazman krte hain esliye beginners ko chahye jab trading ko join kr lete hain tu trend ko b samjhen sikhen trading mei acha khasa faida hoga kyun k trade lagane se pehle market k analysis krne hote hain us mein market k trend ko ki prediction ki jati hai market ka jaiza uske mutabik hi lagaya jata hai trader ko trend ko dekh lena samjh hona chahiye ye market kbhi long trend mein move karti hai kabhi short mei aur kabhi sideway hoti hai yani sideway mei koi bhi trend nhi hota yani na hi sell aur na hi buy sirf market kuch specific areas mein move kr rhi hoti hai isliye hume trend ka pta hona chaiye.