Support and resistance wo levels hotay hain jehan per ja ker price kuch dare kay liye ruk jati hay aur uskay baad ya to price in levels ko break ker kay aagay nikle jati hay ya phir reverse ho jati hay ager price up ja rahi thi to usnay resistance ko break kia hay aur ager neechay ja rahi thi to support ko break kia hay aur ye ici terha market ki movement kay mutabiq banti rehti hain aur akser martaba false resistance level bhi hotay hain ic liye in ko use kertay waqt ehtiat zarori hay.