dear trader agar hum say sach pocha jaiy to jawab nahain main milay gay hum nay kabhi try hi nahain ki k jes market main hum work kerty hain kabhi us main hum nay socha hi nahain k eski history kia hay aur yeh kab say aur kun strat huwi hay aur kesy huwi hay......