Bhai agar jo dekha jaye to ye video kafi acha hai, learn kiya ja sakta hai bhai, yaha par aapne kafi sare video share kiya hai bhai, jo new trader ko jayda help kar sakta hai, inse sikhna kafi easy hoga bhai idher forum ka yehi jayda fayda hota hai ki kuch bhi chahe wo sikh sakte hai bhai.