hanji apki baat se main agree karta hun, agar ham forex trading key ander kamyaab huna chahtey hai tu hamain chahiye ke hum forex trading key discipline ku maintain rakhe aur ham ku hamaisha es business main relax hu kar or cool mind k sath work karna hoga. Agar ham forex trading ki market ku jada time denge to ham esme badhiya tarike se analysis kar sakenge aur ek badhiya profit hasil kar sakenge, hamen kabhi bhi forex trading ke andar lalach nahi karne chahiye humain esme always money management ke sath work karna chahiye tab ham es market main acha kar payainge.