New trading main boht aham kardar ada karti ha kuch trader to asa hota han to sirf or sirf news ko dehak kar trading karta han wasa abi tak mara ko news ka bara main koi khas samaja nhi ayii mauja to ya aj tak nahi pata chala k new kon sa chanal or kahana sa suni jati ha es laya main ya kahata hoon new ko samajana ke kashoss karo.