abi tak main trading main inexperience hoon aur main nain abi tak is main jitna bi profit kamaya hai wo main nain loss bi kar diya hai tu main ab kya kahoon k kitna profit kama saka hoon laikin aik baat jo main nain dekhi wo yeh hai k aap agr greed k bager trade karen tu aap ko is main faida hoo ga