mare daily ka trade experience kam hai hai kun keh main part time hi trade karta hun main 2. se 3 hours trade karta hun aur mujhe es mein faida ho jata hai main es se satisfy hun kun main aik student hun aur main part time hi trade kar sakta hun umeed hai keh main es time ko barha dun.