main nay ajj sobo gold main trade ki or us ko take profit lagana bhaol gaya.or jab abi main nay apni trade ko on kiya.to dakha mujay poray 33$ ka profit howa.or ajj main yahi souch raha ho.kay trade main take profit lagana cahiya ya nahi...ager main nay take profit lagya hota to mujay 7$earn hotay.or ajj with out take profit main nay itna acha profit earn kiya..