mera apna trading ka zati tajurba too yehi kehta hai kay ham forex ki trading main bilkyl bhi laluch na karain aur tahamul aur araam say apnay zehan ko thanda rakhtay huey aur market ka trend daikhtay huey invest karain iss say forex main faida zeada aur nuqsaan kam honay ka chance barh jata hai