forex trader ko yahan forum par apna daily market ka experience jaroor share karna chahiye,trader yahan jetna jada apni trades ke baarein me dusre se discuss karta hai wo utna he badiya yahan sabb learn kar sakta hai,trader ko yahan market ka experience he uske kaam aata hai..