Originally Posted by
Fatima12
g bilkul me ap ki baat se agree karti hu ke forex me jab hum aik achi strategy le kar chale gai tu hum acha profit gain kare gai, lakin hume eske liye aik beststrategy chahie hoti hn, aur wu hum tab hi bana sakte hn, jab hum es me apni learning complete kr chuke hu, forex me start me tu hr trader loss karta hn, magr jues me safalta hasil karna chahta hn, wahi safal hota hn, forex me hume hamesha discipline ku follow karna chahie, kabhi bi es me overconfident ni dekhana chahie, forex me hume upr confident tu hona chahie, lekin overconfident always lossable hota hn, aur hum big loss kar jate hn, jab hum new hote hn tab hume es ke bare me khuch jyada ni pata hota, lakin jaise jaise hum step by step khud ku improve karte jate hn, waise hum es me acha profit gain karne lag jate hn, forex me trader jab market me apna jyada time spend karta hn, tu wu es me market ku achi tarah samjh jata hn, aur wu aik confirm trade kar market se out hota hn, aur aik big amount profitkarta hn, ye sab humari hard working ke upr depend karta hn ke hum ne es me kitni mehnat ki hn, aur hum kitna profit hasil kar sakte hn, forex me jitna kam risk lena chahte hu utna es ke bare me acha knowledge hona jaruri hn, aur trader ke pass 2 ya 3 year ka experience hona jaruri hn, jitna acha experience utna acha profit, har trader start me loss hi karta hn, lkin beginners ku chahie, ku wu es me khud ki skills ku improve kere aur money management ku follow karte howe acha income gain kere, agr humari learning hu tu hum aik big investment se aik big capital bana sakte hn, aur es ke sath sath achi earning bi kar sakte hn, es me capital matter karta hn, jitna big capital hu ga utna acha profit hu ga...