Haan bhai forex trader kabhi bhi in baaton per starting main dhayan nhi deta hai or jabko usko loss hona start hota hai tabhi uska experience yahan badta jaata hai varna kisi ko starting main kuch bhi learning ki or jyada dhayan nhi hota hai isiliye yahan per sabko loss ho jata hai yahan per learning bhot jruri hai iske bina to kaafi mushkil ho sakta hai profit kamana life time k liye


Thread: 
Thanks
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics