Dost jyada fayda to short term trading se hin hota hai but hamein kaun si trading karni hai ye hamare trading strategy trading plan aur hum kitna samay is business ko dete hain is par depend karta hai agar hum jyada samay tak market monitor nahin kar sakte to hamein long term trading karni chahiye but agar hum trade ko monitor kar sakte hain to short term trading achha hota hai.