hume strong signal par hi trade open karna chahiye agar hume kuch doubt ho raha hai to hum koi jaldi bazi na kare forex ke achche signal ka wait kare jald baazi wala kaam shaitan ka hota hai insan ka nahi isliye thoda wait kare aur savar kare fal achcha hi milega.