Mera khayal main hmain short term trading krni chahay. Short trading ziada achi hoti ha r hm is sa boht acha profit earn kr sktay hain main bi short term tradin hi kr raha hon. agr hm long term trading krtay hain to us ka lia hamara account main depost boht ziada hona chahay takha agr kbi market boht ziada mover kra to hamara account ko ko masla na ho. lakin km investment pr short term trading achi rahti ha.