main ek day trader hun.. aur kabhi kabhi aisa hota hain ki hum continue 5-7 trading days profit karte hain. lekin .. fir 3 days loss bear karna padta hain. to ab main ek plan add kia hun ki continue 3-4 days agar profit hotahain to main ab se 2-3 days wait karta hun . long time frame main. ki koi change to nahi ho raha .. aur yeh rest lena jaruri hain.. to profit trading bana rahta hain.