broker kiun allow nahi karte ..yeh to wohi jane.. main details main nahi jaunga..
bass yeh ki scalping karo par ek targt lee kar 1-2 baar karna hain.. aur long trade 1bar.. to sayad yeh hamare financial health ke liye accha hoyega..lekin agar hum bhi wohi kare jo scalper karte hain.. to natiza wohi hoga jo sab 90% beginer ke sath hota hain..