me apki bat se poori tarah sehmat hon..forex me hedging karna easy nahi hota kyunki hedging ke liye bahut study karni padti hai uske bad koi acha rate dekh ke trade karna hota haiu
jabki hedging ki jagah stop los laga ke trading karna zada faydemand hota hai kyunki stop loss lagaen ke bad apko apni deal ki tension nahi leni chahaiye