Forex mian stop loss ka lia pip ko decide karny ka lia ya dakhna zaroori hai ka app kis time frame main trade kar rahay hai ager app H1 main trade akr rahy hain to 20 pip stop loss hona chahiya or isa tarha ager app D1 maint trade kar rahy hain to app ka SL 50 tak hona chahiya yani time frame ka hisb sa Stop Loss lagaya jata hai.