bilkul bhai aisa hi mughe lagta hai ye sab bahut acha hai ek n ek din hume bahut age tak le jayega mughe bahut khusi ho rhi ye soch ke hi ki kuch bhi forex me jo work kar rhe hain unka future bright hai forex me jab hum trading karten hain to stoploss humare bahut hinjayda importent hota hai yadi hume apna acount safe rakhna hai to hume apni trade me stoploss ka use karna hi hoga bina uske koi kuch bhi nhi kar payega stoploss ka sahi se use karna bahut importent hota hai mughe aisa lagta har koi isse babut hi ache se kar rha hai aur karna bhi chahiy mughe lagta har trader ko isme achi mehnat ke sath work karne ki zroorat hoti hai bina mehnat ke koi kuch nhi kar sakta hai mai to jab se aya jayda se jayda time mai market me deta hu aur aur apni trade ko safe rakhne ke liy humesha apni trade stoploss use kia karta hu mera stoploss 30to50hota hai itne pips kafi hoten hain yadu sahi trend ke hisaab se trade kar rhe hain banki to trader kuch bhi bhi laga sakta hai per ye stoploss best hota hai mere hisaab se mai itma use bhi kia karta hu isse jayda use karne se acha hai phir open trade karen koi stoploss ka use nhi karen lekin yadi kar rhe hain to itna zroor karen tabhi sahi se ho payega loss ko bachana bai to itna karna hi padega