jab mujhy loss ho jata hai toh mujhy gussa bhi ata hai but mai is se zyada zabar karta hoon and then mai apni us gelti pe gor karta hoon jiski waja se mujhy woh loss hota hai aur phir apni us gelti se seekhta hoon and koshish karta hoon kay wo gelti ainda na ho![]()