Hmm ji mana forex me risk bahut hai lekin dekha jay to profit to hume milta hai hum sirf apne loss ko yaad rakhte jo profit mila hua hota hai usko to ek dam e bhool hi jaten hain aisa hume bilkul nhi karna chahiy jo bhi hi loss profit hume sab kuch yaad rahna chahiy forex me jitna loss hota hai usse kahi jayda profit to banta yahi karant hai log isse bahut hi jayda passand karten hain to iss baat ko tension kabhi nhi lena chahiy ki humara isme loss ho rhabha to hum isse band kar den band to isse karna hi nhi chahe kuch bhi ho jay isse hume karte rahna humesha salo. Sal tak ye hum sabhi ke bahut hi shandar bussiness busbhume achi soch ke isko karnabhai yadi hume kiaachi lagan aur mehnat iebsath to hum zroorat se isme lakho rupay kama lenge isme koi do ray nhi kyoki market me pisa bahut hai loss starting me humari galti ke bajh se ho jata ha lekin jab app isme dheere dheere age badhten hain karte jaten hain isse to appko bahut sara profitt milta hai jisse humari life style hi badal jati hai forex ko karne se such me mere life ek dam se change ho gyi iske jaisa kuch nhi hai ye baat to mai man chuka hu aur mughe lagta hai ye sabko man lena chahiy ki forex dunia ka sabse best bussiness hai. Jisme yadi mehnat kare to bahut jaldi cororpati ban sakten hain