ji hana forex mein ya to aap trading kar skate ho ya phir aap long term investment kar sakte ho jo long-term investors hote hain voh sirf stock kharidte Hain aur voh apne stocks ko long term ke liye hold karte hain jaise 10 ya 15 saal ya phir life time kyun ki inki soch kuch aise Hoti Hai jab company achcha Karti Hai to iski value badhti hi hain jiski wajah se long term mein iske stock ka price upper jata hi hai aur short term uska stock price uski value se thoda upper ya niche ho sakta hain temporary emotions ki wajah se lakin long term mein uska stock price uski actual value ko follow karta hain to company ki actual growth se yeh long term investors apna profit earn karte hain aur jo invertor hain voh apne paise deta hain investor and manager ko toh jo invertor + manager hain voh hur saal kaafi kaam karke matlab market mein accha profit bana kar uss investor ko hur saal piase de deta hain directly uske bank account mein tranfer kar ke isko hum dividends bolte hain aur saath mein voh ek proper report bana kar hur saal usse email per send karta hai ki usne kitna profit kamaya aur future mein voh kaise grow karega iski saari important chize voh iss report mein likhta hai isko hum annual report bol dete hain aur jo investor hai voh ek broker ke zariye manager tak paise pohchata hain aur isliye long term investment hamare liye profitable hain