forex mai bet karna bahut risky hota hai sara capital on risk rehta hai ..agar aap aapni koi analysis ya fundamental analysis kai hisab sai trade karai to hi behtar hai kyu ki , trading karnai sai pehlai aap ko pata hona chahi ai ki aap kyu position open kar rahai hai , agar aap ko pata chala to acha hai warna ai betting aap kailiya bahut risky padaiga