Dear main To abhi Forex main new hun aur main yahan par abhi 1 student ban kar Forex ko seekh rha hun k Forex kiya ha is main hum kesay successful ho saktay han etc etc
but i think k Forex trading business ha betting nahi k jiss main hum totally luck k oper depend karay iss main humay boht had work karna parta ha is leay main to trading he kahun ga