main to sirf trading karta hun jua khelna jauriyon ka kaam hai ham to bhai trader hai aur ek trader soch samajh kar aur sahi nirnay se hi trading karta hai yehi to fark hai hamme aur juariyon me isliye main kehta hun ki sirf trading hi sabse acchi hai trading karen jua na khele.