dear meri ye khowish rahi hai ke main kabi apna business start karo lakin mere pass itni amout nahi thi jis say main apna business kar sako lakin jab main nay forex par study ki to main nay is ko join kar liya kioun ke main is tareh ka business hi karna chahata tha jis mian kisi bhi waqt kam kar sako aur invest ki tantiuon bhi na ho aur koi mera boss na ho is waja say main nay forex ko join kiya hai