Ye sab kuch humy humri trading sa hi patah chta hai kun ke jab tak hum trading main apni achi tarah sa work nahi karin gay tab tak hum achi eernign nahi kar sakty tu agr demo trading main humy profit ho tab humy samjh ena chaye ka ab hum is business main success hasi kar sakty hain kun ke tab hum asani sa achi earning bhi kar sakty hain